badlta hua waqt hame bahut kuch ehsas dilata hai n jane ko parde ke peeche se mai un yado ko mahsoos karta hu to ankho me nami si utar aati hai......mera alllahabad ka trip bahut hi mast rha wha mai apne friend annu se mila milte hi sari yadein fresh ho gae ...sach poocho to dil ne ek bar yaro ki yari se jude hue gile sikwe taza kar diye ....bahut se or bhi andekhe chehro se mulakat hue ...........anshuman mishra,,, gayrav,,,santosh ..manoj...utsav ...rahul ....aalam ....bhai bindas hai ye bande jindagi ko kaise jeena hai koi inse seekhe or kis andaz me jeena hai koi inse jane ...i m always miss yaro................kya hai yad kuch is tarah se shayaro ne kha hai........................
*********************************************************************************
yaadon ke sailabon main doob jaana yaad hai
choti choti baaton ko sunna sunana yaad hai
patjhad main bhi lagta tha mausam baharon ka
tumhare intezaar main waqt bitana yaad hai
kushboo main hawa ki dhoondna tumhari mehak
baarish ki boondon main apne aksar milana yaad hai
kabhi saath baithe baithe yuhi waqt bita dena
kabhi meri har baat par tumhara muskuraana yaad hai
kabhi bin bataye tumhaara sab kuch keh dena
kabhi keh ke bhi baat chupana yaad hai
kuch sunna chahte the hum tumse
par tumhara na keh paana yaad hai
abhi to mile bhi nahi the raaste humare
yun ek mod par raahon ka mud jaana yaad hai
chaha tha ek kahani bane humari magar
panno ka achanak bikhar jaana yaad hai
kahanni na sahi afsana to ban gaya
is afsaane ka har fasana mujhe yaad hai

No comments:
Post a Comment