-----****-Radhey shyam --jinka pyar h inki family or is sakhas ne aaj tak madira ya non veg jaisi kisi bhi cheez ko hath nahi lgaya.....kyo ??? kyoki ek ehsas tha family ke viswas ka.... ya u kahe ye sarp se lipte huye chandan ke tarah apne aap ko ujagar kiya......
---******utkars shukla ye bhi badi bhaukali saksiyat the or to bilkul khamosh se ho gaye ya ye kahe carrior ke prati rookh kar liya.....
******vivek verma --inke bare me to jitna kahe kam hai janab ..ye kisi pahchan ke mauhtaj nahi. sach kahe to inke seene me dil to inka apna hai ..lekin dhadkta sirf apne mata-pita ke liye h bahut paresan ho jate ye jnab jab inhe ehsas hota hai apne mammi -papa ke dukh ka ...ya fir ye kahe ye apne mom-dad ko dukhi nahi dekh sakte.......yha tak ki inhone bahut si esi cheezo ka parityag kar diya is ehsas ko mahsoos karke..................gud yar????????
--*****deepak singh--miya to mast maula type ke mujhe lagte h ranjhe ke bad inko bhi aap kuch nam de sakte hai........apni kasauti ki gindagi ki kasmakas se bhari udaan me udne ke liye taiyar h ye sakhas........................... baki fir kabhi??????????????ab to bas itna hi kahuga.........
Pyaar kya hai...
Ek ehsaas ya ek meethi si chubhan
Dard ka sailaab ya do dilon ka milan
Shayad Pyaar ek khamoshi hai
Jise aankhen hi pad sakti hain..
Ya dil se dil ki baat hai
Jo dhadkane hi samajhti hain...
Pyaar jo aankhon se jhalakta hai
Aur mann me tadapta hai..
Pyaar ek khushboo hai
Jisse ye jahan mehakta hai..
Un haathon ki chhuan hai
Jinse ye tan siharta hai..
Armaano ka sagar hai
Dil jinme doobta utarta hai..
Pyaar ek aarzoo hai
Jisme kuchh nahi chaha jata
Pyaar ek tyaag hai
Jisme sab kuchh hai diya jata..
Ya Pyaar ek rishta hai
Jise koi naam nahi diya jata...
Ek ehsaas ya ek meethi si chubhan
Dard ka sailaab ya do dilon ka milan
Shayad Pyaar ek khamoshi hai
Jise aankhen hi pad sakti hain..
Ya dil se dil ki baat hai
Jo dhadkane hi samajhti hain...
Pyaar jo aankhon se jhalakta hai
Aur mann me tadapta hai..
Pyaar ek khushboo hai
Jisse ye jahan mehakta hai..
Un haathon ki chhuan hai
Jinse ye tan siharta hai..
Armaano ka sagar hai
Dil jinme doobta utarta hai..
Pyaar ek aarzoo hai
Jisme kuchh nahi chaha jata
Pyaar ek tyaag hai
Jisme sab kuchh hai diya jata..
Ya Pyaar ek rishta hai
Jise koi naam nahi diya jata...
to be continue......................by Aucky yashrajan
No comments:
Post a Comment